Artwork, Animation, Rap Written and performed by me.

https://www.youtube.com/watch?v=Wuz9D1giR9E

It is a video, and i think the lyrics cover waht is happening in our world right now, and the animation depicts the cause of the doctors and how sleep deprived and tired days are affecting them.

The rap lyrics:

waqt bhale bura hai yeh, lekin samay to chalta rhega, naa accha waqt aaj tk rha hai, naa bura waqt kal tak rhega

lekin janm se ant tak jo chal raha hai, isko to sahi se karte hain na

China ne jaise apne saare paap kiye, plastic se raunda dunia ko,
humko kaise shraap diye, zeher pii rhe hawaon me, paani bhi nahi ab amrit hai,
khaa gye vo noch noch kar, jeevit hai ya vo mrit hai,
saanp bicchu kha kha kr unhone saara vish lia,
pacha nhi jab itna paap tab dunia pr hai thook dia,
waqt aisa ki ghar me sab, kaam nahi kuch karne ko,
ameer ho rhe gareeb dikh rha, gareeb sadak par hai marne ko,
nakabposh sab ghoom rhe, bank lutere lagte hain,
bank ko bhi kya lootenge, ab bank me jaale lagte hain,
padi hui hain gaadiyan, jang kha kr atak rahi,
jinki nahi ruki hai gaadi, unki saanse fas rahi,
faela hai ab maut ka manzar, na koi ab insaan mile,
insaan se na mil madad kro, madad mili bhagwan mile,
pdhai jaa rhi bacho ki, iss desh ka bhavishya ab kya hoga,
jo kos rhe the net computer, ab ussi se uddhaar hoga,
hum chaubon ko kya padi thi dunia tod kamaai me,
hum to bas anand me apne jhor bhaat ki khilaayi me,
jb aai sansaar ko peeda, brahmino ne upchar kia,
fir ek baar yeh ghadi hai aai, toh maine yeh vichaar kia,
mandir band hain, mazjid bhi,
gurudware or churches bhi,
sunna nhi bhagwan ko ab ki rona kya hai dunia ka,
bahut di hai peeda isko, ab jhelo prakop corona ka,
vishw yuddh bhi khtm hue the, khatm to yeh bhi hoga sab,
lekin shakahar ko maano, peeda na do kisi ko ab,
plastic se na sagar bharo, machlion ki saanse rukti hai,
saans rukti jse corona se, vo unko sada se chubhti hai,
boriyat agr ho rhi to suvidha yeh hmare jeevan ki,
kuch log bhooke hosh nhi, boriyat unko naseeb nhi,
depression ki baat nhi hai, parivaar sath sab baitho ab,
bhaag daud ke jeevn me chain se akhri ruke the kab?
baith gharon me pait bhdao, kha jao desh ka raashan sab,
chain se jo hum ghron me khaa rhe,
krishi or sainik ke rini hain sab,
doctor nurse janitor ka aabhaar,
jeevandaan mein lage hain sab,
mahino se vo ghr na gye,
ab kaise chukaoge inka karz?
bas itna kro ki badla lo,itna sa hai apna farz,
jisne ye saari peeda di, usko ab brbaad kro
china se kuch bhi aaye ab, sabka bahishkaar kro

Siddarth Chaturvedi